Kaisa Anokha Pyar Tera

Artist: New Life City Church India | Albums:



Lyrics in English

Na dekhu kuch bhi musibato me
Asha mere jeevan ke har pal me -- (2)

Kaisa anokha pyar tera
Sath na chode tu mera -- (2)

Yeshu tu hi yogya hai
Sare adar or mahima ke
Haath utha k mai kahu

Prabhu tu hi yogya hai
Sare adar or mahima ke
Haath utha k mai kahu

Tere charno me mai baitha rahu
Teri batein mai sunta rahu
Yeshu tere piche mai chalna chahu -- (2)

Teri hi tarha mai banna chahu
Tere hi haatho me rehna chahu -- (2)

Yeshu tu hi yogya hai
Sare adar or mahima ke
Haath utha k mai kahu

Prabhu tu hi yogya hai
Sare adar or mahima ke
Haath utha k mai kahu

Yeshu tu hi yogya hai
Sare adar or mahima ke
Haath utha k mai kahu

Kaisa anokha pyar tera
Sath na chode tu mera -- (2)


Lyrics in Hindi



;