Artist: | Albums:
Yeshu ne apna khoon, baha ke Mujhe bacha liyaKyu main na gaonga geeth usi ke mujhe bacha liya1.Jab mein gunah mein pada hua tha Yeshu aa gayaUssi ke mare jaane se main jeevan bhi paa gaya -- (2)Esiliya gaonga geeth usi ke mujhe bacha liya. -- Yeshu ne2.Mere gunah ka bhoj utha kar kya kya na usne saahaMere gunah ko maaf karane ko khoon bhi uska baha -- (2)Kitna anokha hai pyar masih ka mujhe bacha liya. -- Yeshu ne3.Seva karenge pyare yeshu ki jaisa ki usne kahaMar bhi mitenge pyare prabhu mein jaisa ki usne saaha -- (2)Har dum hum gaayegay geet usi ke mujhe bach liya. -- Yeshu ne