Artist: | Albums:
Mera Yeshu hai kitna mahanUske jaisa koi hai kahaUske charano me sajdha karuWo he tho hai mera khuda -- (2)Hallelujah Hallelujah Hallelujah -- (2)1. Tune banayi dharthi aasmanAapne ek shabd dhwaraTune sajayi hai chaaro aur dishaAapne saamarth ke dhwara -- (2)Kya hai insaan jo tu usse yaad kareKya hai insaan jo tu usse pyaar kare -- (2) -- Mera Yeshu2. Tu hai pavitra Yahowa ElshadaiTu hai shalom Yahowa AdonaiTeri icha se tufaan utheTeri agya se aandhi tham jaye -- (2)Kya hai insaan jo tu usse yaad kareKya hai insaan jo tu usse pyaar kare -- (2) -- Mera Yeshu