Khamosh Raato Ki

Artist: | Albums:



Lyrics in English

Khamosh raato ki thandi hawao se
Aayi faristo ki mithi aawaz
Paida hua paida hua -- (2)
Mukti data hamara paida hua
Taran hara hamara paida hua -- (2)

Faristo ne ake zami pe
Gadario ko diya ishara
Paida hua hai munji jo
Milega tumhe gou shala -- (2)
Charwaho ne bhi usko sajada kiya -- (2) -- Khamosh

Dekho wo purab disha se
Aye the tare ke piche
Majushi bhi shar ko jhukate
Shiksahk yeshu ko hi mane -- (2)
Buddhi mano ne bhi usko sajda kiya -- (2) -- Khamosh


Lyrics in Hindi



;