Artist: | Albums:
Karta hun main teri chintaTu kyu chinta karta hai -- (2)Aasooyon ki ghaatiyon meinHaath na chodunga tera -- (2)1. Meri mahima tu dekhegaKhudko mere haathon mein dede -- (2)Meri shakti mein tujhko deta hunChalaunga har din meri krupa mein -- (2) -- Karta Hun2. Sabhi tujhko bhoolenge tho bhiKya mein tujhko bhoolunga kabhi -- (2)Apne haathon mein tujhe uthaakarChalaunga har din issi jahaan mein -- (2) -- Karta Hun3. Abraham ka mein parmeshwar hunAdbhut kaarya kyu na karoonga -- (2)Laal sagar mein rasta diyaAaj bhi mein karne ke yogya hun -- (2) -- Karta Hun