Dur Ek Taara Jaa Raha Hai

Artist: | Albums:



Lyrics in English

Dur ek taara jaa raha hai
Pahuchega ek din Bethlehem ko
Hum bhi chalenge pichhe uske
Dandwat karenge khrist yeshu Ko -- (2)

1. Mariyam ka beta woh hai
Charni mein jo aaj, aaya hai -- (2)
Bhoomi akash jal, khushiya manate
Wohi hamara raja hai -- (2) -- Dur Ek

2. Aaya bachane hamein
Dube the jab hum, paapo mein
Yeh baat samjho, man firaoo
Kyun aaya jag mein, pyara Masih -- (2) -- Dur Ek


Lyrics in Hindi



;