Artist: | Albums:
Charvahe Naache Jhoom ke oh… -- (2)Aaj sabhi ghaarahe, sur mila rahe -- (2)Milke kare vandana oh... -- Charvahe1. Raja ka janam hua, paee khabarShanti woh laya hame bhupar -- (2)Ishwar manushya bana bal Yesu janamaAaya mukti data bankar -- Charvahe2. Pavan gaushala kahi Bethlehem meinEk naya Raja jahan janme -- (2)Ishwar manushya bana bal Yesu janamaAaya mukti data bankar -- Charvahe3. Humko sandesh mila devdut seMariam ne janma bal Yesu -- (2)Ishwar manushya bana bal Yesu janamaAaya mukti data bankar -- Charvahe4. Manav ko bhent mili kaisi anmolJiska duniya mein, nahi mol -- (2)Ishwar manushya bana bal Yesu janamaAaya mukti data bankar -- Charvahe