Artist: | Albums:
Bhajta kyon nahi re man moorakh,Prabhu ka naam sachha naam -- (2)Bhavsagar se hai yadi tarna,Dukh sankat se nahi kuchh darna -- (2)Paar karega jeevan naiya, -- (2)Prabhu ka naam sachha naam -- BhajtaDuniyan ke ye gorakh dhande,Jeevan ke hai saare fande, -- (2)Prabhu naam ko bhaj le re bande, -- (2)Prabhu ka naam sachha naam -- BhajtaDuniya mei tune paap kamaya,Paap mei saara waqt gawayan, -- (2)Prabhu naam ko kyon nahi bhaj le, -- (2)Prabhu ka naam sachha naam -- BhajtaDuniyan se hai ek din jaana,Fir maya mei kyon faas jaana, -- (2)Praan rahe jab tak tu bhaj le, -- (2)Prabhu ka naam sachha naam -- Bhajta