Artist: | Albums:
Bhajan karun mai bhajan karunNaam masih ka mai leta rahun -- (2)1.Dushman mujhko mere sataen Dosh wo jhute mujh pe lagaen -- (2)Unke liye mai dua karun -- (2) -- Bhajan karun... 2.Log jo jhooti baaten gadheCharo taraf badnaam karen -- (2)Fir bhi mai unko kshama karun -- (2) -- Bhajan karun... 3.Haath Pakadle pyare masihRaah dikhade jo hai sahi -- (2)Tere mai piche piche chalun -- (2) -- Bhajan karun... 4. Mujko apni jothi dikhaIcha me apni mujko chala -- (2)Naam tera mai leta rahu -- (2) -- Bhajan karun...5.Ranj aur dukh mitenge tamaam Leta rahu sada tera he naam -- (2) Charno me mai sada tere rahun -- (2) -- Bhajan karun...